Mobile Ka Lock Kaise Tode | Mobile Ko Unlock Kaise Kare 2023

Mobile Ka Lock Kaise Tode

Mobile Ka Pin, Password, Pattern Lock Kaise Tode – Hey Gays yadi aap apne Andorid Phone mein data ko bina khoye usey Unlock karna chahte hai. To aapko as post se kafi Help mil sakta hai. Aaj ham aapko bataenge ke kisi bhi Android Phone ka lock kaise kholen, Mobile ka Lock kaise tode? Factory Reset ke saath aur uske bina bhi.

Mobile Ko Unlock Kaise Kare

Mobile Ka Lock Kaise Tode
Mobile Ka Lock Kaise Tode

 

Aagr aapko pata hai Factory Reset, lekin kaee baar hamen is men stor kiya gaya Data surakshit roop se vaapas chaahye hota hai. As Post mein sabse asaan tareekye se batany ja raha hun. Tu aap ko end tak zarur padhna hai.

Agar 1 tareeke se Mobile ka Lock nahi khulta hai. To Aap 2 tareeka istemal kr sakte hain aur jaan sakte hain ke Mobile ka lock kaise toda jaata hai.

Mobile Ka Lock Kaise Tode (New trick)

Kisi bhi Mobile ka lock todne ka sabse aasan tarekaa hai. Mobile ko Factory Reset karna hai Android 5.1 ke baad se Factory Reset ke baad bhi aapke phone ka backup phone mein nahi ho jata hai.

Aur Factory Reset ke baad aap usye backup kar sakte hain. aska bhi ek video hai.

Yadi aapka Android Mobile Unlock nahin ho raha hai to aapko apne Android Device ko Factory Reset karna hoga.

As se Mobile ka Lock bhi toot jaata hai aur Mobile bhi bilkul New jaisa kaam karne lagta hai.

Baad mein Aap Mobile Data [ apps, photos, videos ] [( Youtube )] se Recover kar sakte hain.

Bas neeche diye gae step by step follow karen.

How To Unlock Andorid Mobile Phone

  • Sabse phle, apne Android Device ko Power Off karen aur phir Phone Recovery Mode mein daalen.
  • Yadi aap nahin jaante ki Recovery Mode mein kaise jaen?

  • Aske liye apne Mobile ka name aur uska model number ke saath Recovery mode likhen aur Google mein search karen, aapko pata chal jaega.

  • Recovery Mode mein jaane ke baad Volume Button ke Help se wipe data/factory reset par jaen.

Recovery Mode

    Recovery Mode
  • Ab us jagh par jaen jahaan hain – Yes – delete all user data likha hai aur Power Button dabaen.
yes delete all user data

    Yes delete all user data

Ab tab tak intezaar karen jab tak aapka Mobile Phone dobaara start na ho jae.

Jab aapka Mobile Restart hoga to uska Lock toot jaega. is ke baad aapko Mobail ka setup karana hoga phir aap uska istemaal kar sakte hain.

Conclusion:

Hum ne aap ko Mobile Ka Lock Kaise Tode ne ka tareka bahut aasani se samjhaya hai. main umed krta hun ke aap ko ye post pasand aaya hoga tu aap aesy apne Friends se bhi share kr skty hu. Agr apko aur aesy post chahye tu aap comments kr skty hu. ( shukriya )

Read More: 

Airtel Number Check Click Here

Facebook Stylish Bio Click Here

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *